Saturday 13 April 2013

Tadap Tadap K Jindagi Gujari Hai Maine


Tadap tadap k jindagi gujari hai maine
Pyar ko jeeta par doosti haari hai maine

Devta jaan k jis ko pooja raat din barsun
Bekher di usne gali gali mere pyar ki sarsun
Muje kyon dokha diya us ne pata nahi mujko
Mera naseeb yehi hai k main tadpu tarsun
Kyon ki pather ki aarati utari hai maine
Pyar ko jeeta par .........................

Pyar ko pyar mille aisa kahan hota hai
Woh jagha milte nahi pyar jahan hota hai
Bade bade vaadhun k peeche ginone chere dekhe
Wqat jab aata hai kasum ko manna hota hai
Phir b khud ko maar k ek jindagi savari hai maine
Pyar ko jeeta par ....................................

Pyar kya cheez hai yeh baat bhi samaz na aayi
Mehfil se acchi lagi kabhi kabhi mujko tanhai
Dusara koi mera saat kya deta mera naseeb yehi
Main tujse door raha aur mujse door rahi meri  parchai
Phir bhi tera naam kar dee jindagi saari hai maine
Pyar ko jeeta par .........................................

No comments:

Post a Comment