Naya saal subh ho, hai
yehi kaamna
Mann mein rahe sada, pyar ki bhawna
Din raat sab k, khusiyun mein katten
Muskilun se kisi ka, na
ho saamna
Ma k navrarate bhi suru hote hai aaj
Sunn lo tum apne dil
ki awaz
Aaj se sach bholne ka
kar lo sankalph
Ek saal mein ho jayegi
teri kaya hi kalap
Kasam kha lo sachai k
raho ge saat
Darr se kisi k aage na
jhodo ge haath
Kathin dagar pe chalna
pade agar
Jeet k tum khatam
karna safar
Zaroorat mandu ki
zaroorat karna poori
Aur girte huve ko bhi, tu thamna
Aur girte huve ko bhi, tu thamna
Naya saal subh ho hai
yehi kaamna
Mann mein rahe pyar ki
bhawna
Pati yeh pran kare woh rakhe ga ghar ka dayaan
Patni ghar ki banaye
rakhe agar shaan
Sharam parde mein bahu
beti ka badhta rahe maan
Agyakaari ho bachha toh
dega sab ko woh sammaan
Jis ghar mein hai
maryaad uss ghar mein hai Ram
Naye saal mein tum
karu sab acchhe hi kaam
Har ek din tu neeki ki
rah pe chale
Teri ankhun mein sada
deep asha ka jalle
Jis ghar mein kalesh
hoga har subha aur sham
Aise ghar mein bassen
ge, kabhi Ram na
Naya saal subh ho hai
yehi kaamna
Mann mein rahe pyar ki
bhawna
Apna naya saal hai pehal
nayi kar k dekh
Phoolen k badle
kaantun pe chal k dekh
Manjalein teri aasaan
ho jayen gi
Khusiyaan door tujse
kahan jayen gi
Kuch paane k liye kuch
khona padta hai
Khusi zayada mille toh
rona padta hai
Mata Rani se ja k kar
le parathna
Sudh ho jaye gi teri
antar atma
Aisa karne se jeewan
hoga safal
Accha hoga tera, baat
meri maanna
Naya saal subh ho hai
yehi kaamna
Mann mein rahe pyar ki
bhawna
No comments:
Post a Comment