Jhoot thee ya sach thee baat unn ki hi sunni gayi
Apni baat bhi sunni jaye issi intazar mein jindagi gayi
Joh baat apne beech thee jisse chardewari mein hi rehna tha
Dewaarun ko kaan lag gaye baat woh gali gali gayi
Wafa pe bewafai ka rang chadane ki koshish mein joh huvi,
Baat itni kharaab thee ke chubi dil ko na sunni gayi
Woh seh jisse apna samaj saari umar pyar maine kiya
Akhiri waqt pe saat begaane chale ik wohi hi saat nahi gayi
Woh jis na naam saari umar duniya se main chupata raha,
Kyon ussi na naam aaya baar baar jab kahani meri kahi gayi
Kanta ban ke umar bhar jis ki rakhwali main karta raha
Uss phool ka rang na feeka pada par khusboon kyon chali gayi
"Chahat" hum se na dekha gaya uss dulhan ke rone ka manjir
Jab kisi dusare naam ki mehandi uss ke haatun mein mallii gayi.

No comments:
Post a Comment