Kyon sukh chain apna maine khud hi gava diya
Paise ko itna pooja k khuda hi bana diya
Ik bhar galat kar k karta gaya main galti
Mere sach maan ki hakoomat mujpe kaise chalti
Jab apne andhar k insaan ko maine sula diya
Oonch neech k chhakar mein riste niba na paya
Kisi ghair ko bhi main kyon apna bana na paya
Phir bhi ghair k chiraj se hi ghar apna jala diya
Akele yahan pe jeena nahi hai kisi k bas mein
Phir bhi todh dee maine joh dosti ki khai kasme
Vaada pyar ka joh kiya woh bhi bhula diya
Mere dil ki mujse hi kyon mulakaat nahi hoti
Apne liye jeena koi badi baat nahi hoti
Apnu ko hi maine sahid ajnabi bana diya
Jaise dard mehsoossh hota hai deekhai nahi deta
Mera dil ka shor vaise hi kisi ko sunai nahi deta
Kyon ki rista pyar ka "Chahat" maine mita diya

No comments:
Post a Comment