Suuna suuna tere bina huva hai safar
Sunni sunni tere bin lage hai dagar
Tanha tanha main bahir se aata hoon ghar
Tanha tanha tanhai se lagta hai darr
Log kehte hain aisa pyar mein hota hai
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
Log kehte hain aisa pyar mein hota hai
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
Ik tere siva koi apna na lage
Poora hota koi sapna na lage
Meri hakeekat se koi aasana kyon nahi
Tere meri banti dastaan kyon nahi
Pyar tumse kiya hai kahen ge jahan se
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
Pyar kar k bhi tanha rehte hain kyon
Ankh roti hai aansu behte hain kyon
Meri tanhai ki dava bhi tere pass hai
Toot jaati phir kyon bhandi ass hai
Tu meri bane ya ho jaye ghair ki
Tum ko chahata rahun ga main umar bhar
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
Main badla hoon mera badla hai mann
Poora hota koi sapna na lage
Meri hakeekat se koi aasana kyon nahi
Tere meri banti dastaan kyon nahi
Pyar tumse kiya hai kahen ge jahan se
Chahe ilzam saara lagen mere sar
Pyar kar k bhi tanha rehte hain kyon
Ankh roti hai aansu behte hain kyon
Meri tanhai ki dava bhi tere pass hai
Toot jaati phir kyon bhandi ass hai
Tu meri bane ya ho jaye ghair ki
Tum ko chahata rahun ga main umar bhar
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
Main badla hoon mera badla hai mann
Tu nahi toh phir jaise pagla hai mann
Yeh kisi ki koi baat sunta nahi
Tere siva kisi ko bhi chunta nahi
Tujko dekh k asmaan pe udthe hain hum
Yeh kisi ki koi baat sunta nahi
Tere siva kisi ko bhi chunta nahi
Tujko dekh k asmaan pe udthe hain hum
Jaise nikal aatey hain apni udarun k par
Pyar ka yeh kaisa huva hai asar
No comments:
Post a Comment