Main agar manzil hoon teri,toh tu kuch kadam hi mujse door hai
Kal marzi se jeena hai tuje, aaj haalaatun se dil mazboor hai
Main sada se teri hi hoon aur tera hi rehna hai muje
Kal sangam hoga apna aaj radha shyam se door hai
Humko pyar karne ki saza apne hi deye ja rahe hain
Woh bhi jaante hai k pyar sacha aur bekasoor hai
Main tumko saat le k andherun mein bhi reh pavungi
Muje roshni ki zaroorat nahi pass tere chere na noor hai
Tu apne pyar ko kabi jukne na dena vada kar mujse
Kya huva k zakhm dil ka ab ban gaya nasoor hai
Meri barbaadi kyon huvi yeh main jaanu ya dil mera
Jahan ko bata doongi k tera iss mein nahi kasoor hai
Bharosa kar mera magar khuda se duva bhi karta ja
Apne pyar ko izzat mile kissa apna bada masoor hai
Jis k saat bachpana gujra usse hi pehchaane se inkar kyon
"Chahat" pooch le usse kyon woh nashe mein itna choor hai

No comments:
Post a Comment