Thursday 14 March 2013

Bollywood Duet

Loota de, loota de, muje tu lota de, mera dil tune kab se liya hai
Needen udri hai chain kho gaya hai, mera dil tune jab se liya hai

1)   Aa ja jaane janna yeh kaam kar len,
      Khud ko khud hi badnaam kar len
      Hum ik duje pe jaan hain lutatey
      Gali gali mein charch yeh aam kar len

      Tu muje ajnabi ban ke mill phir se
      Dobara se apni pechaan kar len
      Alag see nazar se ik duje dekhen
      Apne hi zazbun ko heyraan kar len

      Hum phir se chale ge ek hi raste
      Kyon ki apne purana hain riste
      Jab mein tha bacha aur tu thee bachi, mera dil tune tab se liya hai
      Loota de, loota de, muje tu lota de..............................

2)  Apne pyar ki kahani alag hai
     Bachpan alag tha jawani alag hai
     Tere jaise jalwe kisi k nahi hai
     Tuj mein sab kuch meri Rani alag hai

     Mere pyar bhi hai sab se anokha
     Kabhi bhi tumse karunga na dokha
     Ik baar pyar apna suro ho gaya toh
     Ab tak kisi ne bhi humko na rokha

      Mishal bane ga apna pyar ik din
      Rang laye ga apna intazar ik din
      Koi tumko mujse cheene ga kaise, tuje maang k maine rab se liye hai
      Loota de, loota de, muje tu Lota de..............................

3)   Oh mere pyare mere humsafar tu
      Muj se churata hai kyon nazar tu
      Bachpane se jawani tak tadapaya tune
      Meri dard se kyon hai bekhabar tu

      Muje tere bina jeena atta nahi hai
      Kisi aur se rista naata nahi hai
      Main mar rahi hi door reh k tujse
      Kyon pass apne bulata nahi hai

      Bachpana chod de badal de apni aadat
      Ab tujko bhi hai bas meri zaroorat
      Log kehte hain muje bhi yeh lage hai, har ek ka dil tune sab se liya hai
      Loota nahi saklti, loota nahi sakti, tera dil jo maine liya hai
      Tujko apne sansun mein bitha ka, yehi kaam maine accha kiya hai
      Tuje door khud se jaane na doongi, saheli koi bhi banane na doongi
      Tere liya hai jeena sada jiyun gi, Tere ankhun se nashe k pyale piyungi
      Tera pyar muskil se mila hai mujko, takdeer se manga sabab se liya hai

No comments:

Post a Comment